Aa Raha Hoon Palat Ke
Singer(s): Shahrukh Khan
Music Director(s): Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist(s): Javed Akhtar
mere dushman samajh rahe thay main ab kabhi laut ke na aaunga
ek gumnaami ka samundar hai uss mein hi jaa ke doob jaunga
abhi baaki meri kahani hai saari duniya ko jo sunaani hai
mujhe phechano dekho main hun kaun aa raha hoon palat ke
main hoon (don) - 3
Dushman Mera
Singer(s): Sunitha Sarathy, Shankar Mahadevan
Music Director(s): Sunitha Sarathy, Shankar Mahadevan
Lyricist(s): Javed Akhtar
Hindi Lyrics
koi jaane na yeh kaisi aag hai...
mere dil ko dasta yeh kaisa naag hai...
har ghadi main jisko dhundun bachke na jaayega
haan kahin na kahin toh ek din mujhe mil hi jaayega
dushman mera
mujhe dhundna aasaan hai kahaan zamin dekh lo ya aasmaan
main ek pal yahan main ik pal hun wahan
nahin paaoge mera nishaan
jo koi bhi mujhko dhunde woh kuch naa paayega
dil mein hi woh dil ke armaan wapas le jaayega
samjhe jara dushman mera
inn aankhon main hai jaane kaisi jwala
iss ko matt bujhne dena sunn lo mera kehna
gusse main kitani tum dilkash lagati ho
jab tak bhi reh pao tum gusse mein hi rehana
mera gussa toh dekhoge ek din
mere dil mein kya hai jaanoge ek din
tumse main itna keh dun woh din jab aayega
dil main hi woh dil ke armaan wapas le jaayega
samjhe jara dushman mera
Hai Ye Maya
Movie or Album: Don 2
Singer(s): Usha Uthup

na koi raat hai na koi din yahaan
kya yeh andhera hai ki sirf hai dhuan
aankhein dhoka khaati hain yeh kisko pata nahi
jaane kya hai yahaan aur jaane yahaan kya nahi
hai ye maya
hire jo lagte hai woh mumkeen hai angaarein ho
chingaari lagate hai jo ho sakata hai taare ho

chehare hain sab ek se tu kaise pehchanega
dushman hai ya dost hain tu kaise yeh jaanega

hai ye maya - 4
Mujhko Pehchaanlo
Singer(s): K K

duniya main logon ne phir apane dil thaame
aaya hoon lekar main phir kitne hungame
phir maine socha hai main jitun sab hare
darwaaze khool jaaye gir jaaye dewaarein
mujhse takara paya hai kaun
mujhko pehchaanlo main hoon don
duniya mujhe jo bhi kahe iss ki mujhe parwah hai kya
mujhko ko toh hai yeh dekhna jitne ki hai raah kya
jo mujhko rokana chaahe unko hai kya yeh pata
don ko pakadna mushkil hi nahin namumkin hai
duniya phir jitne aya kaun don don
mujhko pehchaanlo main hoon don
Zaraa Dil Ko Thaam Lo
Singer(s): Vishal Dadlani, Anusha Mani

dilkashi aur dilbari uski hai jadugari oh - 2
jiski aankhein hai taare tehra jis pal hai saare
aye dil yeh sach hai kya aaj woh hai kya aa hi gaya
zara dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun
aa gaya aa gaya laut ke
dekho don
jo na samjha koi main wohi raaz hoon
jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon
jo na samjha koi main wohi raaz hoon
jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon
main samandar se gehara main kahin kab hoon thehara
main hoon jaise dhuan yeh dhuaan kahin hai rukata kahan
zaraa dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun
aa gaya aa gaya laut ke
dekho don
tu nahi hai dhuan ek shola hai tu meri jaan
paas tere magar aaungi tujh mein hi jalke marr jaungi
mujhko chaha toh paaogi kya
main kahan jaaunga mera kya hai pata...

aa gaya aa gaya laut ke dekho don

0 komentar:
Posting Komentar